“Na hath main pen tha na bag main copy,
Na likhna aata tha na he padhna,
Meri to bus kuch seekhnay ki cha thi.
Na main kisi ko janta tha or na mujhai koi,
Phir bhi sab se dosti ho gai. Kyu ki janny ki cha thi.
Na kisi se pyar hua na dusmani,
Ladai to kabhi kisi se ki he nahi.
Meri to bus muskurane ki cha thi.
Na main kabhi is college ko bhulunga na he is lamho ko,
Or ho sake to aap bhi mujhai yaad rakhna,
Bus itna he kehnay ki cha thi”